Thursday, 22 March 2012

Dar Haqeequt...


Dar Haqeequt Wahee Pilaataa Hai!
Log Kahtey Hain Woh Pilaatey Hain!!
Yoon To, Mainey Kabhi Naheen Pee Hai;
Fir Bhi Kyon Mujhko Nashaa Aataa Hai?’

No comments:

Post a Comment